Sunday, November 20, 2011

~Mery Zindagi Ke Charagh Ka, Ye Mizaj Koi Nahi Naeya~

‎~Mujhe Apny Zabt Pey Naz Tah, Sar-E-Bazam Raat Ye Kia Hoa~




~Mery Ankh Keyse Chalakh Pary, Mujhe Ranj Hai Ye Bora Hoa~

~Mery Zindagi Ke Charagh Ka, Ye Mizaj Koi Nahi Naeya~



~Kabhi Roshni Kabhi Tergi, Na Jala Hoa Na Bujha Hoa~

~Mujhe Aap Kuen Na Samjh Saky, Ye Apny Dil Sey Hi Pocheye~



~Mery Dastan-E-Heyat Ka, Hai Warq Warq Khula Hoa~

~Abhi Abhi Mery Pass Sey, Jo Nazar Bacha Key Ghorh Gaye~



~Ye Mery Seher Key Loog Han, Mery Ghar Sey Ghar Mila Hoa~

~Mujhe Jo Bhi Dushman-E-Jan Mila,Wohi Pukhta Kar-E-Jafa Mila~



~Na Kisi Ke Chot Ghalat Pary, Na Kisi Ka War Kahta Hoa~



~Mujhe Ham Safar Bhi Mila Koi, Tu Mery Tarha Hi Luta Hoa~


~Kabhi Manziloon Se Hata Hoa, Kabhi Qafiloon Sey Luta Hoa~



~Mujhe Ik Gali Men Para Hoa, Kisi Bad Naseeb Ka Khath Mila~


~Kaheen Khoon-E-Dil Sey Likha Hoa, Kaheen Ansoon Sey Mita Hoa~


~Hameen To Ye Bhi Haq Nahi, Ke Shareq Bazam Kohlos Hon~


~Na Cehry Pey Apny Naqab Hai, Na Kuch Asteen Men Chupha Hoa~


~Hameen Apny Gharh Sey Chaly Hoye, Sar Rah Umer Goor Gaye~


~Na Safar Ka Haq Ada Hoa, Na Justajo Ka Sila Mila

0 comments:

Post a Comment

 
Blogger Wordpress Gadgets

http://rahila-rafiq.blogspot.com/p/radio.html

X