Thursday, June 30, 2011
Boht dino ki bat hai yeh
Yeh bat aj ki nahi
Shabab par bahar the
Fiza bhi khush gawar the
Na janay kyon machal para
Mai apnay ghar sy chal para
Kisi nay mujh ko rok kar
Bari ada sy tok kar
Kaha tha lot ayee
meri kasam na jayee
Par mujhay khabar na the
Haalat par nazar na the
Na janay kyon machal para
Mai apny ghar say chal para
Phir usi shehar mai aa gaya
Khyal tha k paa gaya
Wo jo mujh say door the
magar meri zaroor the
Ik haseen sham ko
mai chal para salam ko
Gaali ka rang dekh kar
Nayee tarang dekh kar
mujhay bari khushi howe
mai kuch issi khushi mai tha
kisi nay jhank kar kaha
meri kasam na ayiee
parayee ghar say jaiyee
Phir wahee sham hai
Bahar jis ka nam hai
Chala hon ghar ko chor kar
Na janay jaoo ga kidher
Koi nahi jo rok kar
Koi nahi jo tok kar
Kahey k lot ayiee
Meri Kasam na jaiyee
Yeh bat aj ki nahi
Shabab par bahar the
Fiza bhi khush gawar the
Na janay kyon machal para
Mai apnay ghar sy chal para
Kisi nay mujh ko rok kar
Bari ada sy tok kar
Kaha tha lot ayee
meri kasam na jayee
Par mujhay khabar na the
Haalat par nazar na the
Na janay kyon machal para
Mai apny ghar say chal para
Phir usi shehar mai aa gaya
Khyal tha k paa gaya
Wo jo mujh say door the
magar meri zaroor the
Ik haseen sham ko
mai chal para salam ko
Gaali ka rang dekh kar
Nayee tarang dekh kar
mujhay bari khushi howe
mai kuch issi khushi mai tha
kisi nay jhank kar kaha
meri kasam na ayiee
parayee ghar say jaiyee
Phir wahee sham hai
Bahar jis ka nam hai
Chala hon ghar ko chor kar
Na janay jaoo ga kidher
Koi nahi jo rok kar
Koi nahi jo tok kar
Kahey k lot ayiee
Meri Kasam na jaiyee
Sunoo,,!
“”Hum toot jaen gey”,
“”k Duri seh na paen gey,,
“Judai maar daaley gi,,,
......Suno ,,,!
“”Ye Ankhein bojhal hain,
“”Inhein kis tarha behlaein,,
Suno,,,!
“”Hum Soo na paen gey,,
“”Kabhi khush ho na paen gey,,,
“Judai maar daaley gi,,
“Suno,,,!
“”Ye Dil tumhara hai,
“”Na tum bin ab guzara hai,,,
Suno,,,!
“”Kuch waqt do hum ko,
Bana lein Dost iss ghum ko,,
“”Hamein Maalum hai Aakhir,
“JUDAI MAAR DALEY GI” “JUDAI MAAR DALEY GI”,,,,
“”Hum toot jaen gey”,
“”k Duri seh na paen gey,,
“Judai maar daaley gi,,,
......Suno ,,,!
“”Ye Ankhein bojhal hain,
“”Inhein kis tarha behlaein,,
Suno,,,!
“”Hum Soo na paen gey,,
“”Kabhi khush ho na paen gey,,,
“Judai maar daaley gi,,
“Suno,,,!
“”Ye Dil tumhara hai,
“”Na tum bin ab guzara hai,,,
Suno,,,!
“”Kuch waqt do hum ko,
Bana lein Dost iss ghum ko,,
“”Hamein Maalum hai Aakhir,
“JUDAI MAAR DALEY GI” “JUDAI MAAR DALEY GI”,,,,
Khamosh zuban k lafzon mein.
kuch posheda se batein hein.
In posheda c baton mein.
kuch chaht ki barsatein hein.
IN baton ko hm mudat se.
seney mein chupa ke beithy hein.
kuch pae bina kuch kho dena.
ye pyar me hum ne sekha hy.
Soraj mein chand sitaron mein.
her shay mein tmhi ko dekha hy.
dhadkan mei naghma bn ker.
sagar ki trah tum behtey ho.
ye pyar nahe to tum he kaho.
Phir pyarr kisy tum kehtey ho
kuch posheda se batein hein.
In posheda c baton mein.
kuch chaht ki barsatein hein.
IN baton ko hm mudat se.
seney mein chupa ke beithy hein.
kuch pae bina kuch kho dena.
ye pyar me hum ne sekha hy.
Soraj mein chand sitaron mein.
her shay mein tmhi ko dekha hy.
dhadkan mei naghma bn ker.
sagar ki trah tum behtey ho.
ye pyar nahe to tum he kaho.
Phir pyarr kisy tum kehtey ho
Tuesday, June 28, 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)